Meri tu apni sab wafain ajeeb sii hain
Mohbbaton may yai Intahian ajeeb sii hain
Qabooliat ky tamam rastay kulhay hain lekin
Meria laboo per sabhie duaian ajeeb sii hain
Charagh may nay jala diya hy mundhair per
yai baat allag hy ky sab hawaian ajeeb sii hain
Jo us nay mujhe ko nahien bolaya tu ruu diya mai
ajeeb hon meri fitrat ajeeb see hai
ishay mana ker kisi bahnay say rooth jana
pir us ka kahana yai adaian ajeeb sii hain
may apnay musanif say kaha raha hon mujhe saza day
greeb logo ki hain kahtaian ajeeb sii hain
ishi pay rehatay tu theek rehatay shariq hum
jo ki hain tajveeez sazain ajeeb sii hain