Meri Terha Sa Kon Tumhee Chahay Ga
writes "talaash karo gay to mil to jaay ga
mager meri terha sa kon tumhee chahay ga
mumkin ha aur aank bhi teri yaad main num ho
mager us main meray khoon ka ashek kaha sa aay ga
shayed koi aur bhi mangay tum ko khuda sa
mager meri dua ki tarep wo kahan sa laay ga
mana ka koi aur bhi dakhay ga tumhee
per meri aank ki hasret wo kahan sa laay ga
yoon to aur bhi teray liya zakhem uthaee gay
per meri terha kon tumhee cut ka dekhaay ga
ho sakta ha koi aur bhi teray liya jaan da day
per meri terha kon tumhee mer mer ka dekhaay ga
meri dua to ab mera yakeen ban rahi ha
ka jis ko tum chaho gay wo hi tumhee paay ga
I dedicate To Mr Mazhar 
Re: Meri Terha Sa Kon Tumhee Chahay Ga
:k: