aik chirya nay bachay dey diye hain:hehe:…
wat about urz;)
aik chirya nay bachay dey diye hain:hehe:…
wat about urz;)
Re: meri samnay wali khrki main…
mairay saamnay waali khirki mein parking lot hai :rotato:
Re: meri samnay wali khrki main...
garden hai
Re: meri samnay wali khrki main…
m ujhay kuch nazar nahi aaraha … abhi batata hoon ![]()
Re: meri samnay wali khrki main...
lolxx...kaheen woh tou nahi rehtii...;)
Re: meri samnay wali khrki main…
nahi .. hamari itni kismat kaha ![]()
woh to ahem ahem ![]()
Re: meri samnay wali khrki main…
lolx:rotfl:
Re: meri samnay wali khrki main...
mere saamne wali khirki main....saare arabs rehte hain isliye main dekhti hi nahi:D
Re: meri samnay wali khrki main...
phir tumhe kaisay pata:D
Re: meri samnay wali khrki main…
woh to ghar se aik dafa bahir nikalte huay pata chal gya tha:D…ke…hamare muhaley main ziada arabs rehte hain!!![]()
Re: meri samnay wali khrki main…
meri samnay wali khiki say sab kuch dikhtahai
matlab bahior ka view:blush:
Re: meri samnay wali khrki main…
lolx…acha jee;)
Re: meri samnay wali khrki main…
sabbb kuch:blush:
Re: meri samnay wali khrki main…
ji ji:chai:
Re: meri samnay wali khrki main…
:love:junglii batakh
Re: meri samnay wali khrki main…
meri saamnaY waali KhirKhi saY Thandi hawaaiN chan chan kar aati haiN ![]()
Re: meri samnay wali khrki main…
hahaha mere saamne wali khirki main … mere saamne wali khirki hai hee nahin khirke se bahir dekho to ek bhareeeeeeeeeeee dewaaar hai kisi ki ghar ki ![]()
Re: meri samnay wali khrki main...
meray samnay wali khirki say... eik adad sheraton aur baki jungle dekhta hai
Re: meri samnay wali khrki main…
usay dekh kar sar phornay ka dil karta hai kya ![]()
Re: meri samnay wali khrki main...
meri saamne wali khidki mein aik chand si tind rehti hai .