^Meri ^SaalGirah^

**
Yeh Umron ka safar

Yeh Maah-o-Saal

Yeh Din yeh taareeqh

March Ki dus (10)

Mujhay yaad parta hai

Issi dinn pichhlay saal

kisi nay baray shoq sey saalgirah manai thee

Baray wasooq kay saath mohabbat jatai thee

Aur…

Ab yeh haal hai kah

Issi dinn issi taareeqh ko

Main cake kaat rahee hoon

Aur meray saath sirif tanhai hai. **

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/teary.gif


§ÏL£ÑÇ£ ϧ ÖÑ£ GR£ÄT ÄRT ÖF ÇÖÑV£R§ÄTÏÖÑ

ubhi tu 10 March aayea bhi nahi

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif

kaisee hai tanhai? kinni umar hogee uskee?