Meri Qismat

http://www.loveurdu.com/urdu-poetry/anwarmaqsood/images/shairi/anwarmaqsood.gif030.gif

http://www.loveurdu.com/urdu-poetry/anwarmaqsood/images/shairi/anwarmaqsood.gif031.gif

Khawab Jhootay Kissi Ko Dikhaya Nahi Kertay

Khawab Jhootay Kissi Ko Dikhaya Nahi Kertay
Meeri Jaan! Youn Kisi Ko Satya Nahi Kertay
Aik Baar Youn Kisi Ko Keh Ker Apna
Daman Phir Uss Say Churaya Nahi Kertay
Uskay Intezar Say Bhala Kia Ho Ga Hassil
Annay Ka Keh Ker Bhi Joo Aya Nahi Kertay
Rekhtay Hoon Jo Derd Bhara Dil Apnay Seenay
Dosroon Ka Dil Phir Woh Dookhaya Nahi Kertay
Doo Qadam Sath Chaal Ker Jo Juda Hoo Jaien
Aysay Loggon Ko Tu Humsafar Banya Nahi Kertay
Kistarha Guzarti Ho Gi Zindagi Unki
Pehli Muhabbat Ko Jo Dil Say Bhulaya Nahi Kertay

Re: Khawab Jhootay Kissi Ko Dikhaya Nahi Kertay

nice sharing

Re: Meri Qismat

NIce onE.:k:

Re: Meri Qismat

nicee :)

Re: Meri Qismat

Thanks 2 all