Meri qasam hay....

Bohat badh chadh ke daaway choudhwin ka chand karta hay…
Tumhen meri qasam hay uthna, zara tum bhi sanwar jana..

Re: Meri qasam hay…

phir kya hoa,donon ka muqabla hoa

Re: Meri qasam hay…

**Zahir hay… Shair keliye hamesha Mehbob hi sab kkuch hota hay…:slight_smile:
**

Re: Meri qasam hay…

makeup karwanay ka bahana acha dhonda shair nay, dar gaya hoga makeup kay bagair dekh kar

Re: Meri qasam hay…

make up k baghair actual surat nazar aa gye ho gi