Friends This is also my gazal umeed hai aap logoN ko pasand aaigi
Bay hayai husan ka libada orh(cover) baithi hai
Muhabbat apna muqaam chhorh baithi hai
Gum ho k reh gai hai nifasat kahiN
Nazer door tak dorh baith hai
Apnay daman mein sar chhupa aiy ro rahi thi
yaqeen un duniya wafa morh baithi hai
kehnay ko nazer hai per daikhiye iss ka kamal
na janay kitnay rishtay jorh baithi hai
Dil ko sakooN kahaN milay ga Sajid
her zubaN mein yahaN korh(harsh,bitter) baithi hai