Re: Meri Pasand
GHam aur KHushi me farq na mehsoos ho jahan
Main dil ko us muquaam pe laata chala gaya
Barbaadion ka sog manaana fuzool thha
Barbaadion ka jashn manaata chala gaya
Hum hi naadaan thhe jo oRa, beeti yaadon ka kafan
Varna jeene ke lie sab kuchh, bhula lete hain log