Re: Meri Pasand ki 10 Ghazlen / Nazmen (madz124)
abhii to majmoo’a-e-Khayaal fard fard hai…Allah Khair se jab sab yakjaa ho jaayeNge to deevaan-e-KKF ke naam se shaay’a bhii ho jaayegaa, iA ![]()
par issese qabl mere vaalid marHoom kaa majmoo’a-e-kalaam shaay’a honaa hai jiskaa musavvidah taqreeban taiyaar hai…iA, jald matboo’a Khaana ke supurd kar diyaa jaayegaa. ![]()