Re: Meri Pasand ki 10 Ghazlen / Nazmen (madz124)
maaf karne ke baad bhi rishta waisa to nahin rehta… wo kia line hai:
Gaanth agar lag jaye to phir, rishte ho ya dori,
Lakh kare koshish khulne me, waqt to lagta hai
mere khayal se aisi gaanthe kholte kholte insaan ki umr kam paR jati hai