sau gai shehr ki her ik galli
abb tou aa ja ke raat bheeg challi
kal shab ajeeb wahshtooN ki nazaR ho gaye
ik lehaR se lahoo maiN uthi auR khoo gaye
is chasham ko dua k sar-e-qahat aa’b bhe
kal shab kisi ki yaad maiN damaN bhigho gaye
~pochteY ho wo kidheR gaya
daRd buN kaR
meRay dil maiN uteR gaya~
aatay aatay lay aana thora dry fruit
pata haiy tujhay kitnee pasand haiy mujhay moong phalee