Meri Khaamosh Mohabbat ka Sila Ho Jao
harf-e-izhaar ki surat main ada hojao
raaz ho tou meray seenay main bhee sama jao
warna aao meray honton pay sadaa ho jao
tum tassavur bhe nahin ho kah bhula bhe na sakoon
tum ibaadat bhee nahin ho kah qazaa ho jao
yaa hamesha kay liyah tum meray ho jao abhe!
yaa hamesha kay liyah mujh sey judaa ho jao
apnay jaltay huay khawabon main utar kay haider~
apnay naa karda gunahon ki sazaa hojao
The Heart has reasons, that reasons does not understand. ~Gracias Adiós~
~HaY JaZbA JuNoOn ToU HiMmAt Na HaAr JuStUjOo Jo KaRaY Wo ChUaY AsMaAn, MeHnAt ApNi HoGi PeHcHaAn KaBhI Na BhUlO, SaB Ki NaZrOn MaIn.. PAKISTAN KaBhI Na BhUlO, PAKISTAN HaI TuMhArA, PAKISTAN HaI HumArA~