Mere marne k baad meri kahani likhna
Kese barbaad hoi meri jawani likhna
Or likhna ke hoonth mere khushi ko tarse
Kese barsa meri ankho se pani likhna
Or likhna usy intezaar toh boht tha tera
Aakhri saans mai hichqeeo ki rawani likhna
Likhna k marte waqt bhi deta tha duae tujhko
Haath bahir se qaffan se ye nishani likhna
Re: Meri kahani likhna
marne ke baat kahani likhey ya na likhey…kya farq pareyga marne waley ko :no:
Re: Meri kahani likhna
aap khud hi qabar me copy pencil le jana ![]()
Re: Meri kahani likhna
qabar ke barey mai mazaq :no:
Re: Meri kahani likhna
LP
opss sorry :-/