Ghazal pasand karne ke liye bahot bahot shukriya hanie ** jii aur **nikki.
[QUOTE]
*Originally posted by Mehvar: *
wah wah idhar to bahut ache ache poets hain. Amal aur aap bahut amzing ho. you have it in you. well don:)
[/QUOTE]
honsla afzaai ke liye shukriya Mahvar. Amal sahab to bahot achhe shaayar hain...main to abhii seekh raha hooN.....