koi apna nahi matlab ki hai yeh dunya sari,
ab kahan milty hain woh yar purany waly,**
**
main dua go hon sada nendain mubarik tum ko,
hijar ka dard dy k muj ko jagany waly,**
**
bus yeh he soch kar har bar manata hon usy,
loat k aaty hain kahan rooth k jany waly,**
**
un k dil main kabhi jhank ker dekho to sahi Saqi,
kitny afsurda hain auron ko hansany waly,**