Meri Chahat Mai Hosla Ik Chatan Ka Hy,

Ye Iqrar-E-Wafa Ka Lafz Meri Zuban Ka Hy,
Ye Ulja Howa Kagaz Meri Dastan Ka Hy,

Juda Ho Kay Bi Muhabbat Se Koi Jee Sakay Ga Kaise,
Meri Chahat Mai Hosla Ik Chatan Ka Hy,

Usse Dekh Kar Howa Hoon Madhosh Jab Se,
Bhool Betha Hoon Kon Sa Rasta Mere Makan Ka Hy,

Zmane Ki Trha Uss Ne Bi Muje Galat Samja,
Mai Kya Karoo Yehi Waqat Tu Imtihan Ka Hy,

Muje Zameen Par ReHne Ki Aadat Hay “‘Dil’”,
Or Usse Shuq Asmanoo Ki Uraan Ka Hy.

Re: Meri Chahat Mai Hosla Ik Chatan Ka Hy,

nyc :k:

Re: Meri Chahat Mai Hosla Ik Chatan Ka Hy,

Nice :k: