**Aik bachy ne apni maa se pochha**
“mummy…main kaise bana tha..? " maa ne jawab dia " beta main ne aik bada se bartan liya, uss mein matti dal ke aik koney mein rakh diya, phir jo kuchh din baad bartan nikala tu uss mein tum thy…”
bacy ne sari baat gaur se suni…phir kuchh din baad aik bada se bartan le kar uss mein matti dali aur aik andhere koney mein rekh diya, chand din baad jab bachy ne bartan nilkala tu uss mein se aik frog jump kar ke bahar nikla, bachy ne ussy pakadne ki koshish ki laikin frog bhag gaya, bachy ne kaha
“dil tu karta hy tumhen goli mar don…par kia karon tum meri aulad ho…”