[quote]
Originally posted by Nayab:
**Mohabbat karne-walhee kaam na ho ghay
Teri mehfil main lekin hum na ho ghay
Zamaane bhaar ke ghum yaa aik tere gham
Yeh ghum ho ghaa to kitnaa ghum na hogaa
Aghar to itaafaaqaN mill bhi jaaye e-a
Teri furqat ke saddmein kam na hoNge.....**
[/quote]
Waah
iss sher ne mujhko nakoN channey chabhwaa diye lolz
**
koi chaudhweeN raat kaa chaaNd ban kar tumhaare tasawwur meiN aayaa to hogaa
kisi se to ki hogi tum ne muhabbat kisi ko galle se lagaayaa to hogaa
**
*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*
**Koi ho to Mohabbat aissi ho mujhe Dhoop aur saaye meiN jiske
kisi Jazbey ka Azaar na ho kissi kHawaahish ki Tazeer na ho **
**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**
Mere marnee ke baad ihsaas ho gha tujhe keh yeh dunhiya itni bhi hasiin nahin ..
Dosti chahat kadaam kadaam pe mile chahee lekin mohobaat tere nasib main nahin ...
[quote]
Originally posted by Nayab: Mere marnee ke baad ihsaas ho gha tujhe keh yeh dunhiya itni bhi hasiin nahin ..
Dosti chahat kadaam kadaam pe mile chahee lekin mohobaat tere nasib main nahin ...
[/quote]
**Tere bagHair ye ab Zindagi kahaaN guzre
Qadam Qadam pe tere Saath kaa gumaaN guzre
Ye Din jo dheere se phislaa to shaam ke manzar
Tere bagHair udaasee ke darmiyaaN guzre
**
*Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
*
[This message has been edited by Tassneef (edited June 28, 2002).]
Udaasi kissko kehte haiN tumheiN maaloom hi keya hai
Koi KaanTaa kHazaaN meiN muntazir dekhaa nahiN tumne
**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**
Heyyyyyyyy Capricorn jeeeee aap kaha chalhe ghay thay …eshi bhi kohi jahta hai ..aap neh kuch bataya bhi nahin..bohot burhi baat ..esha bhi kohi doston keh sath karta hai …I miss u sooooo muchhhhh
**Ham keh Thehre Ajnabi itni MadaaraatoN ke baad
Phir baneiNge Aashnaa kitni MulaaqaatoN ke baad **
**Ab kahin boltaa nahiN gHaib jo kholtaa nahiN
Aisaa agar kHudaa tumne banaa lyiaa to keya
Jo hai kHuda kaa aadmi uski hai Saltanat alag
Zulm ne Zulm se agar Haath milaa liyaa zo keyaa
**