MerI Ankhoon >>>>>>---->>

Mayri aankhoon ko sapnay phir dikha gaya koi :love:

Bujhti saansoon main mahak phir jaga gaya koi :bulbuli:

Kya yeh sach much ka pyaar hay …:blush:

Ya phir…

Phir say TOPI pahna gaya koi … :bummer:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

:konfused:

ye kis shaair ki rooh ko sharmindaa kiya hai?

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

Yeh jab mirza ghalib maal road par aaey thay tab unhoon nay yeh shair kaha tha :cb:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

aap kay saath baar baar aisa kyon hota hai aakhir :bummer:

:smiley:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

Mujhay Topiyaan pahannay ka shauq hay :smokin2:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

majboori ka naam shauq rakh diyaa :phati:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

Majboori ka naam shauq naheen shukriya hota hay :vivo:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

haaaein :halo:

yea wo walaa shukria hi hai na …
“nawazish karam shukria meharbaaaaaani” :whistling:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

Naheen yeh woh wala shukriya hay jab kissi ko :rose: diya ja’ey aur woh shukriya kahay :blush:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

aur agar wo shukria kay saath kuch bonus bhi dey → :smilestar: or :bailan:
tu phir kia kiyaa jaayee :hmmm:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

^ waisy pakistaan main gandalf unkal jaisay boRhoon ko phool kay badlay larkyon say shukriyey kay saath sandal milti hai … bailan waghairaa apnay sartaaj kay liye use karti hain khawaateen :clown:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

^
aap kay paas barRi details hain.:hmmm:
lagta hai dono ka experience hai :smiley:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

abhi tak to aik ka bhi nahin hova… but i m open for experiments :blush:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

oh why does thou all speaketh errdew? :hmmm:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

Poltical assylum @ police station …aur ghar par raat ko sonay say pahlay haldi aur doodh mila kar pina chahiay :~)

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

yea you should try some sandals too - why not :smiley:

owww hamaara ShakesphurRrrrrrr aa gaya :phati:

and how many times have you gone through this :aq:
aap tu haldi bulk mein khareedtay hoon gey :smiley:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

Pathan u big time flirt . . . . . kitne larkiyo say waday karay howay hai shadi kay , kitno ko sapnay dekh rakhay hai tunay or abb yaha par yah topi topi khel raha hai . . .

abb kis ke zindage kay sath khelna chaa raha hai :(

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

^
oops P^K ka pol khul gayaa :cb:

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

wah wah bacha mulk ka naam roshan kere ga:D

wese konsi film daikh k arehay hain?:)

p.s: Sanga ye?

Re: MerI Ankhoon >>>>>>---->>

topi
:chai: