Meri ankhon main koch khawab hai
In khawabon ki haqeeqat ho tum
Meray lafzon main jo baat hai
Un lafzon say abhi ho anjan tum
Meray dil main jo soch hai
Un sochon ki taber ho tum
Ham nay kabhi halay dil bayan nahi kiya hai
Par meri khamoshi main ho sirf tum
Ajj ham nay tum say dil ka raaz kah diya hai
Kay meri pahley or akhri mohabbat ho sirf tum
For Special One ![]()