Re: meri aankhouN may ....
Aankhon mein sailaab buhat asaani say aajaatay hain, aur buhat mushkil say jaatay hain. Aanay ki aur jaanay ki wajah sirf wohi jaanta hai jiss kay saath yeh haadsa paish aata hai. Agar aapkay dil mein koi baat hai jo aap humsay karna chahti hain to hum sunnay key liyay, aur aapkay ghum mein shareek honay kay liyey maujood hain. :)