meri aankhouN may ....

sailaab hai…
aur dard ho rahee hai :crying:

Re: meri aankhouN may ....

sailab?

Re: meri aankhouN may ....

Aankhon sey tu ney yeh kiya keh diya,
Dil yeh dewana dharaknay laga,
Tanhayee mein hum miley is tarah,
Barish mein shola bharaknay laga!

Re: meri aankhouN may …

:frowning:

come here i’ll care about you :hug:

Re: meri aankhouN may ....

sailaan meanin flood

flood of ......:(

Re: meri aankhouN may ....

Awwww... get a hug from parissenoor, I'm sure you'll feel better after that :)

Re: meri aankhouN may …

:frowning: :frowning: :teary1:

Re: meri aankhouN may …

wah wah :frowning:

Nooor thankyou sister soo much :hug:

Re: meri aankhouN may …

phatti u can delete this thread, im gonna go…:bummer:

Re: meri aankhouN may …

you are welcome sisso! whenever you need! :hug: and if you wanna talk, well main hamesha msn men hoon:blush: :flower1:

Re: meri aankhouN may ....

kia Ho gia hai tumhain .... :(

Re: meri aankhouN may …

I just wana cry :crying:

i miss my mommyyy niyaal:(

Re: meri aankhouN may ....

Aankhon mein sailaab buhat asaani say aajaatay hain, aur buhat mushkil say jaatay hain. Aanay ki aur jaanay ki wajah sirf wohi jaanta hai jiss kay saath yeh haadsa paish aata hai. Agar aapkay dil mein koi baat hai jo aap humsay karna chahti hain to hum sunnay key liyay, aur aapkay ghum mein shareek honay kay liyey maujood hain. :)

Re: meri aankhouN may ....

haaadsaaa nahee hai dhobi bhai :(

buss ghar yaad aa raha hai :(

Re: meri aankhouN may …

aweeeeeeeee lub…

go and call her and tell her how much U miss her… she will say something and u will get relaxed.

Re: meri aankhouN may ....

Pardes mein yaad jab teri aati hai,
Dil rota hai, aankh bhar aati hai,
Kiya gunah kiya tha humney?
Pardes mein yaad jab teri aati hai,
Kesi yeh ajeeb pareshani hai,
Yaad bhi teri ek pareshaani hai,
Kabhi to sakoon milega dil ko,
Kesi yeh ajeeb pareshani hai,
Din lambe, Raaten bhi lambi hain,
Yaad mein hosh bhula bethey hain,
Talaash ki justujo kisey nahin,
Din lambe, Raaten bhi lambi hain,
Dil ke darwazey pe dastak ho rahi hai,
Aaj pirr ek yaad sata rahi hai,
Dil ki gehraiyon mein jhaank key dekh,
Pardes me aaj phirr teri yaad aa rahi hai.

Hosla rakhein, hum sub aapkey saath hain. :)

Re: meri aankhouN may …

^ oh oh oh so well written :hug:

thanx yaara :slight_smile:

Niyaal thanx :hugz:

Re: meri aankhouN may ....

awww gal are u back at the carribeans

Re: meri aankhouN may …

^ unfor…yeah :bummer:

Re: meri aankhouN may ....

chup chup bacha aisa na ho kay sara GS ho doob jae :D