Meri Aankhoon pay marta tha

**Meri Aankhoon pay marta tha
Meri batoon pay hansta tha…

Na janey “Shakas” tha kaisa
Mujhay khoney sey Darta tha
Mujhay wo Jab b milta tha…!
Yehi ek bat kahta tha

SUNO…!

Agar main rooth jaun to…
Kabhi wapis na ahon to…
YOUNHI hanstey raho gay kiya?
Younhi sajtey raho gay kiya
Younhi bantey raho gay kiya
Yahe “YADEEN” hain bs us ki…
Yahe “BATEEN” hain bs us ki…
Mujhay bas hai pata itna…
Mujhay wo “PYAR” karta tha…
Mujhay “KHONEY” sey darta tha.**

:sigh:

Re: Meri Aankhoon pay marta tha

:lajawab:

Re: Meri Aankhoon pay marta tha

Zabardast … :k: