meri aankh se na wo beh saka

sadaa se thi jo mere Dil mein baat
na wo sun saka na mein Keh saka

mere saath tha kuch waqt ko wo
saathi bhi us ko na mein Keh saka

wo jo khawaab tha us ke was’l ka
wo khawab na Derpaa reh saka

wo jo gham tha us ke Hij’r ka
meri aankh se na wo beh saka


complete it plz…

Re: meri aankh se na wo beh saka

[QUOTE]
*Originally posted by Aabi: *
sadaa se thi jo mere Dil mein baat
na wo sun saka na mein Keh saka

mere saath tha kuch waqt ko wo
saathi bhi us ko na mein Keh saka

wo jo khawaab tha us ke was'l ka
wo khawab na Derpaa reh saka

wo jo gham tha us ke Hij'r ka
meri aankh se na wo beh saka


complete it plz...
[/QUOTE]

hmm very nice :)

nice:k:

bohut khoob :k:

thanx to all

Nice :k:

:k::k:

nice Aabi :)

:D

:flower1:

nawazish :)

Very nice