**
so finally** ![]()
https://soundcloud.com/fariha-ali-1/or-ye-gira-bomb
Restored attachments:
Lol kon bhai?
Re: Merhaba Al-asdiqaa
wo aker jab ye karein gey pata chal jaye ga ![]()
:shoaby:
Re: Merhaba Al-asdiqaa
Okay ji
you have a sweet voice ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
![]()
me es liay hi nahi record kerti k hansongi zeada bolon gi kam ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
kitni mushkilun se huyi hai ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
lk bhai:faizy:
kahan chup gaye ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
Ya to awaaz km hy ya mere kaan kharab hy jo mujeh kuch sahi se sunai nahi de paya ![]()
Pata nahi chal raha ke boltay huway u ro rahi ho ya hans rahi ho ![]()
u ke hakuna bhai abhi tk kiyon nahi aay ![]()
P.S. ![]()
Note: Mujeh urdu nahi aati so plz spk in arabic ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
pata nahi muqa ne kaha hai truck bhar ke le ker gay hain wo ![]()
Actually mera gala thor kharab huwa hai tu ![]()
Bus keh diya Bhai jaaan ![]()
finally app ki hawein ruk gayi hungi or patey urh rahey hunge ![]()
lk bhai
Restored attachments:
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^
Yaha to mosam thanda hy, thandi hawa chal rahi hy
or barish bhi ho rahi hy ![]()
U k kehnay se kiya hota hy waise bhi u ka gala kharab tha, pata nahi phir kiya kaha hoga ![]()
Mujeh samjh nahi aya or waise bhi mujeh urdu nahi aati ![]()
waise bhi u ka gala kharab hy isliyeh me not u ka bhai ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^ ek tu app ke or hakuna bhaiya ke logic ![]()
main ney kaha hai aloo le lo tindey le lo ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^
Oh acha
oky. So it is about ‘Sabzi Business’ ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^han bohut manhgayi hugayi hai naa tu main ney socha yahan per ake bechna shuru ker dun…![]()
Or bhai app ko kitney main chahiye bhindi ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^
Stop calling me bhai
me not u ka bhai ![]()
Jao mujeh koi bhindi shindi nahi lyni ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
Ye rulez kahan banayein gey hain ![]()
itna gussa kyun hu rahey hain acha kele le lein ek free main dun gi ek pey ek free:cb:
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^
Mujeh gussa nahi aat my bad habbit ![]()
rule rule hotain hain follow karny ke liyeh, bs ![]()
btw u ko koi or topic nahi mila
bolny k liyeh
Re: Merhaba Al-asdiqaa
you forced me bol ke dikhao dikha diya ![]()
rules baney gey tu flow karun gi naaaa ![]()
main ney kiya kaha hai app loog berdast nahi ker payein gey ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^
haan to dikhny k liyeh kaha tha, sunany ko nahi kaha tha ![]()
hain, mujeh to abhi tk koi aisi baat nahi lagi jo ke berdast se bahi ho ![]()
Re: Merhaba Al-asdiqaa
^us time kaha tha ke bol ke dikhao abb dikha diya tu…abb mujhe or hansi arahi hai…![]()
what were you thinking main nahi ker paun gi ![]()
kyun ke main ne gaya nahi naa headphones utaar ke phenk detey opera jesa gati hun ![]()