Re: Tahir Ul Qadri
Who knows, ho sakta hay aap sach hee kah rahay hoon ka aap nay mara … iss liya kay may tou nahi janta kiss nay mara … aur jahan tak Pakistani propaganda ka taluq hay tou woh kisie ko bhie Qatil bana dayta hay saway uss kay jo unhay haddi phakay … aur haddi un kay paas hay jo yesa propaganda chahtay hain.
PPP walay jab government may hotay hain tou police use kartay hain political qatal karnay kay liyea … aur jaab hukumat say bahar hotay hain tou mulk say bahar hee rahtay hain government say dar kay … yea buzdili nahi tou aur kiya hay?
Altaf Hussain bhie mulk say bahar hay lakin government say dar kay nahi balkay un logon kee wajah say jo uss hee kee party may kabhie thay aur ab uss kay dushman hain.