merey

galay main bohat derd ho raha hay : (

or woh ghissa pitta reply na kerna Gala daba doon

  • snooty *

ajj halaat bhi kharab hain bahir ..Van bhi nahi aye or bhaai bhi nahi institute chornay ja raha

mera khiyal hay main ik Perashoot lay loon is terah kay halat main mujhay anay janay main assane ho gee

laki perashoot uratay kaysay hain ?

Re: merey

perashoot main hawa bharoo aur uss kay sath latak jaou:)

Re: merey

use thread to fly the parachute :)

Re: merey

Koi masla nahin...Main gala daba deta hoon...

Re: merey

:rotfl:

Re: merey

Main motorcycle le ke ajaon ? :bb:

Re: merey

aap waqaaii mai lajawab hain :rolleyes:

hey PG y dont u take a leave since u aint feelin well i think its a best thing to do n ur havin a holliday tomorrow so dont worry u’ll be fine till monday :slight_smile:

Re: merey

Problemetic girl,

aap kay idhar udhar jaanay ka aap kay galay say kia talluq ? :s

aap nay gala kaheen apnay rickshay ka naam to nai rakha or may be W19 or G7 ? :-p

Re: merey

Sheryar > lataknay say kia ho ga ..? main land kaisai keroon ge ...ab sare ummer latakee thore rahon gee ..utrna bhi to ho ga

*EMM *> thread cafe wala ya coton wala ? : (

Lajawab > ise ghisay pittay reply ko maini topic main point out ker diya tha kay dainay say perhaiz kerain ... lakin app ko to waisai he takhreb karioon ka shooq hay * snooty *

redroses> thanx for sympthy * flower* itnee zyada baymar nahi kay aa ja na sakoon woh to shehar kay halaat zyada kharab hain

DADA abba > haq haaa
yarab woh na samjhain hain na samjhain gay mere bat

main aisee hee basabeel-e-tazkara app logoon ko uptodate ker rahee thee
blush

Re: merey

tum roller skates kioon naheen lay letee..:hoonh:
kam kharcha ho ga :stuck_out_tongue:

Re: merey

^ zameene rastay to saray band hain ... agar mere skates kay tyre aytjaj pasandoo nay jala deye to main kia keroon gee : S

Re: merey

Aik ghissay pittay mazaq nai mujhay takhreeb kaar bana diya…Aur agar sachi takhreeb kaari par utra, tab kia honga?

Re: merey

^ tub app pakistan kay prime minsiter or bush kay best frd bun jain gay ; )

Re: merey

Nahin bhai…Mujhay ghissay pittay mazaq par takhreeb kaar kehelwana ziada pasand hoga…

Ghissay pittay sai aik shair yaad aya Anwer sahib ka:

Banyan meri waddi yaan, banyan meri taap di,
WadeyaaN nu puri avay, nikayan de naap di…

Re: merey

^ laao gay tey lay jaye , paao gay tay pay jayee
laa kay fir doojee waree paan joge reh jayee

: D

Re: merey

aik paan kha lain :p