merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

***tanaa’oo maiN jab aa ja’yeN to dhagay toot jatay haiN
zara si baat per da’reena rishtay toot jatay haiN

tumhaiN is baat per hay’rat k toota hai hamara dil
muqabil jab k hooN pather to sheeshay toot jatay haiN

guzertay waqt se cheezaiN purani ho hi jati haiN
diloN per may’el perhti hai to jazbay toot jatay haiN

hazarooN khwahishen tarteeb pati hain khay’aalon maiN
mager jab aankh khulti hai to jazbay toot jatay haiN

uma’ed atay haiN jhuri’yon main hazaroN dukh zamanay k
guzer ker umr ke hissay se chehray toot jatay haiN

na janay ke’yun tumhari yaad ati hai mujhay us dam
merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

dukhon maiN to nikal atay hain ankhoN se zaheer aansu
khushi ke mosmooN maiN bhi kinaray toot jatay haiN***

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

very nice :k:

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

Koyal,
this is a nice poem.
hope it is uplifting for the protagonist.
thanks for sharing.
best,

Dushwari

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

Thnx :)

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

redidentity, who are you?

koyal or red id?

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

:faizy:

P.S Buhat khoob Koyal :slight_smile:

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

Very nice Koyal ji, aaj kal Phool Pattey buhat yaad aa rahey heiN aapko, maajra kya hey :p

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

Awesome sharing Koyal Sis:)
bohat maza aaya parh k app ki ghazal:hugz:

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

ap ko bajay they na ap ne a k thanks nahi kia ap ko yaad dila rehi :D :p

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

na janay ke'yun tumhari yaad ati hai mujhay us dam
merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

awesem koyal nice sharingg

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

thanks :)

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

Buhat he khubsoorat post…:flowers:

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

Bohat he khubsurat Ghazal hai :k:
zaberdast :k:

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

thanks tum bin :slight_smile:

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

Kab bhejey they :halo4:

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

nice sharing Koyal :k:

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

Masoom se poochna tha :halo4:

Re: merey aangan main jab bay’loN k pattay toot jatay haiN

thanks :slight_smile:

Re: merey aangan main jab bay'loN k pattay toot jatay haiN

hmmm par sawaal ye hay k aisa hota kiyun hay?
phair wee thanks for posting nice gajal

:)