mere

choohay ka scroller kharab ho gea:rolleyes:

:vivo: kis ne kiya??

Re: mere

meine nai kiya:@:

Re: mere

Toray paisay aur daal kay ankh wala choha/optical mouse lay lo uss main scroler nahi hota. Aur abb toh laser mouse bhee aa gain hain bazar main.
Scroler walay chohay out of fashion ho gai hain, tumhain pata nahi chala ?

Re: mere

nai wo wala scroller nai

:bummer: page scroller and i already have ankh wala chuha.ab mouse click say page scroll karna parega:(.mere flooding is say affect hogi

Re: mere

mera chuha lelo:@:

Re: mere

:blush: muje chuhe khana bohat acha lagtahai

Re: mere

lekin mein woh nai bana sakti:blush:

per tum billi tu nahy

:@: pakar to sakti ho

os ke sath to rehti hoona:@:

I hope tumhain naak k chohay khana acha nahi lagta ho ga. yes ? no ?

Iss ka bhe aik ilaj hay H2SO4 main dubki day do bilkul saaf ho jai ka , na marz rahay ga na mareez.:slight_smile:

:smack:

:@: nahi wo wale nahi

:vivo: magar ilaaj to tab hoga jab muje nea mouse mile ga

:crying: kab milee ga??