*mere wafaa ne kehlayay tha jo gulab saray johls gayay hain
tumhare aankhon mein jis qadar tha woh khwab saray johls gayay hain
mere zameen ko kese nayay hadsay ka hai intazar shayid
gunh pegahlnay lagay hain ajr o sawab saray johls gayay hain
**jo tum gayay to mere nazar pe haqeqatoon ke azab utray
yeh soucta hoon ke kia karo ga sarab saray johls gayay hain
yeh mojza sirf aik sab ke masaftoon kay sabab hoa hai
tumharay aur meray darmia ke rajhaab saray johls gayay hain
ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon
ketab dil mein raqam thay jitnay woh bab saray johls gayay hain**
nazar utao mein jis tarf bhi maheeb sayay hain zulmatoon kay
yeh kia ke meray naseeb kay mahtaab saray johls gayay hain
tumhare nazron ke yeh tapess hai ke meray lafzoon pe ablay hain
sawal saray johls gayay hain jawab saray johls gayay hain
yeh aag kahmoshion ke kase tumhare aankhon mein tarte hai
tumharay honto pe darj tha jo nesaab saray johls gayay hain*
Azad
2
ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon
ketab dil mein raqam thay jitnay woh bab saray johls gayay hain
tumhare nazron ke yeh tapess hai ke meray lafzoon pe ablay hain
sawal saray johls gayay hain jawab saray johls gayay hain
Wah :k:
Beautiful and thanks for sharing....
Azad, dilsay, chand_chehra, Nazam and AsSweetAs thanks for liking:flower1:
Masoom Muskaan and HeArT HeCKeR thanks a lot for liking:flower1:
ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon
ketab dil mein raqam thay jitnay woh bab saray johls gayay hain
thnx for sharing:)
nikii
12
ghazal excellent choice :k:
thxs 4 sharing 
ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon
ketab dil mein raqam thay jitnay woh bab saray johls gayay hain
zabardast ghazal :k:
keep it up
Galaxy, nikii, BoReD-iN-BrIsBaNe and Amarbail thanks a lot for liking once again:flower1:
HeArT HeCKeR thanks a lot for liking:flower1:
*ise batana kay iske yadoon kay saray sahfay jala chuka hoon
ketab dil mein raqam thay jitnay woh bab saray johls gayay hain
tumhare nazron ke yeh tapess hai ke meray lafzoon pe ablay hain
sawal saray johls gayay hain jawab saray johls gayay hain*
ﺏﻮﺧ ﺖﻬﺑ

nazish thanks a lot for liking:flower1: