mere vaalid kii Ghazal merii aawaaz meN

Re: mere vaalid kii Ghazal merii aawaaz meN

thank you…lo ji, yeh sab kah kar aap to ab phaNs gaye…ab mazeed sunnaa paRega…sar dard kii davaa le aaiye…500 tablets kii ek botal le aaiye…yaa phir…achchhii quality kaa ear-muffs! :smiley: :cb: