Re: MERE TEHREER KI ZAD MAIN.........
mujhay jo kuch bhi kehna tha abhi me keh nahi paya
abhi bhi karab likhna hai jissay mehsoos karta hon abhi wo khwab likhnay hain jo ankhon me paltay hain mujhay unko bhi likhna hai jinhain me dhoondh na paya abhi wo log likhnay hain jo kho kar haath maltay hain abhi wo ashk likhna hai kabhi jo beh nahi paya mere tehreer ki zad me abhi bhi kuch nahi aya
wah ....amazing stuff as alwayzzz .....very nice :)