Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

**Hum na hungey bus humara tazkira reh jaye ga **
**Mat mit jaye ga baqi hashiya reh jaye ga

**
**rafta rafta yaad bhi mazoum huti jaye gi **
**jab qadam uhkrey tu kya ye naqsh-e-pa reh jaye ga **

or mae ney socha tha ke louta dun abb us ki yaad bhi
**phir khayaal aya ke mere pass kya reh jaye ga
**
Inayat Ali KHan

:lajawab::lajawab:

Re: Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

or mae ney socha tha ke louta dun abb us ki yaad bhi
**phir khayaal aya ke mere pass kya reh jaye ga

yehi to kul asasa hai
**

Re: Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

or mae ney socha tha ke louta dun abb us ki yaad bhi
**phir khayaal aya ke mere pass kya reh jaye ga

thuR-dile log.... yaad udhaar ka naam hai shayad.. udhar khaye huwe log
**

Re: Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

yeh yadein to zabardasti ka tohfa hain

Re: Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

jaise dettol ke sath scotch bright ka tohfa

Re: Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

jaisat tooth paste k sath bekaar qism k tooth bursh ka tohfa

Re: Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

jaise bivi ke sath sasural ka tohfa :p

Re: Mere PAss kya reh jaye ga…Inayat Ali khan

yeh tohfa hai ya tofan:smack:

Re: Mere PAss kya reh jaye ga…Inayat Ali khan

tohfa acha lage to tohfa hota hai nahin to toofan

Re: Mere PAss kya reh jaye ga...Inayat Ali khan

isy tohfa kehna tohfay k sath ziadti hai