Agosh-e-Tasavvur jis tarah se jabiir bann jaye,
Khuda se chura ke farishtey Us tarah mere mehboob ko le aaya,
Adaa kya kahein unki meri jaan liye jaaye,
Unhe dekhti rahoon phir bhi jee na bharr paaye,
Ikk nazar jo padh jaaye kisi per wahi unka talibb bann jaaye,
Jabse izhaar kiya mere mehboob ne mujhse,
Yeh dhadkaney yh jazbaat mere hosh liye jaaye,
Takdeer kya kahoon apni khuda ke saamne yeh sir jhuka jaaye,
PLEASE RPELY???