ik dafa ka zikkar hay mere bhai sahab nay windows ko reinstal ker diya
or jub mainy Gs open kia to login in honay kay ley apne id daleee
ik dafa dale,
do dafa dale
teen dafa dalee
jub bhi dalee
kuch bhi nahi hoa .. ..wrong id ka he msg milta …is pehlay mainy jub say rigestration karaye thee logout kia he nahi tha is ley kabhi pata nahi chala
phir main bohat preshan hayran , hoyee kay yeh kia ho gya ..shaid main psw bhol gay hoon l
phir mere aqal nay kam kia or maini ik thread say apna nick copy paste kia to main log in ho gayee
lakin mujhay phir bhi samjh nahi aya ghalte kahan hoyee..
khair kafe ghor kay bad mujhay pata chala kay ** mere id main Problem or underscore kay dermyan space hay smack**. problem _girl . or yeh pata nahi kis terah mujh say ho gya
khair phir hum sub khushe khusee rehnay lagay snooty
Dadi table kay neechay phansi howi hain, chawanni kho gai hay wahan ;-)
main bhi chalak... main nay chawnni par joota rakh dia aur keh dia k wo wahan hay...