Re: Mere guRya…
Woh mashwara nahiN tha mera… maiN to faqat apni nuqta-e-nazar ka izhaar kar rahi thi… Zara jazbaati ho key kehdaala… Aap mashAllah sey kaafi baa-zauq haiN aur bahut acha likhtey haiN.. ek meri waja sey is zauq ka gala mat dabayeiN… ![]()