Re: Mere dil ki masjid main jab azaan hoti hai
itna ziydah emotional post.....sab theek hi hoga.
Re: Mere dil ki masjid main jab azaan hoti hai
laffaazii hii laffaazii hai yaa koii Haqeeqat bhii hai kiuN k aajkal to aulaad apnii maaN ko dhakka de kar aur use giraa kar uske qadmoN ke neeche se apnii jannat nikaalte haiN. :(

per kuch log ache bhi hote hain, jinki waja se dunia qaim hai

mere aur aap jaise? :D

insaan ko dawaa nahin karna chahiye. naik amal ki tofeeq ki dua karni chahiye

![]()