Dedicated to jiia Multani :rotfl:
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
insan khany ki wajah say hi zameen par phenka giya hai…jali hoye rotian…hoonh
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
lol, behtar hota agar us ke naam ki roti bana deti…
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
you mean jali huwi roti khane ki waja se?
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
jale huye 'aashiq ke dil kii jali huii baat aur jali huii maHbooba kii jali huii roTiyaaN…jis pe tis! ![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
Muhabbat se agar pet bhar pata to aaj sab log Muhabbat main PhD kar ke ghar ka choolha jala rahe hote
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
main nacheez, yeh ghustakhi nahi karsakta…matlab… kay konsi rotian thi jinki wajah say phenka gia
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
rotiyon se yad aaya khana b bnana hai abhi ![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
zaaya honey sey to bach jaati
…
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
jali aur africa kii shape kii roTiyaaN hii banaanii haiN to phir nokkaR ke hotal se chapaatiyaan mangvaa leN! ![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
roti thi ya seb tha?
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
![]()
us din wo salan rahk ker bhool gayeen theen ![]()
Anney dein unhey ![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
kia kar lengi.. ek aur saalan jalane ke ilawa? ![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
wo ajj kuch nahi jalayein gi ![]()
wo ajj nahi ayein gi ![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
ajab baat hai k us ki amma ne yeh nahi kaha
“Kalmoohi! koi kaam sahi bhi kar liya kar”
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
:mirch: kal kia rotiyan jalane ka muqabla tha, ke tashreef nahin lai aap?
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
kitni rottiyan jal chuki ![]()
Re: Mere Dhayaan main rehna rotiyan jala dena
ginti mushkil hai

50,000/100