Mera dard naghma’e bey-sada
Meri zaat zara’e bey-nishan
Merey dard ko jo zubaan miley
Mujhey apna naam’o nishan miley
Meri zaat ko jo nishan miley
Mujey raaz’e najm’e jahan miley
Jo mujhey ye raaz nihaan miley
Meri khamoshi ko bayaan miley
Mujhey kainaat ki saravari
Mujhey daulat’e do-jahan miley.
[QUOTE]
*Originally posted by guybrush: *
Mera dard naghma'e bey-sada
Meri zaat zara'e bey-nishan
Merey dard ko jo zubaan miley
Mujhey apna naam'o nishan miley
Meri zaat ko jo nishan miley
Mujey raaz'e najm'e jahan miley
Jo mujhey ye raaz nihaan miley
Meri khamoshi ko bayaan miley
Mujhey kainaat ki saravari
Mujhey daulat'e do-jahan miley.
[Quote]
Merey dard ko jo zubaan miley
Mujhey apna naam'o nishan miley...
...Mujey raaz'e najm'e jahan mile...
... Meri khamoshi ko bayaan miley
[/Quote]