Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai,

Dard hai Gehre or zhakham sangeen Hai,

Na Asmaan Roya na hawa kuch keh saki,

Mere Ghum ki Gawah ye Geeli Zameen Hai,

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

:k:

kafan to safai hota hai? nahi?

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

muqawwee sahab armano ka kafan :P

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

kfan to safaid hi hota hai na, chahe armanon ka ho ya insanon ka

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

Thread idea for culture :D
Kubse aur kahan se safaid kafan shuru hua ? Y not any other color ? Etc etc

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

go ahead

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

Oh no…not me :no:

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

baqaul CM balochistan kafan kafan hota hai ,insanon ka ho ya armanon ka

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

CM Balochistan :aj:

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

ziada ghussa:aj:na karein ex Cm balochistan

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

Ye cm kafi mash-hoor hain :p

Re: Mere Armaano ka kafan Bahut Rangeen Hai

kis silsily mein???

Nice. :k: