Hawa jab geet gati hai mere aansu nhi rukte
Tmhari yad aati hai mere aansu nahi rukte
Mein khush hota hun pani me baha kr kaagzi kashti
Magar jab doob jati hai mere aansu nhi rukte
Mein din bhar khof e ruswai ka kitna zabt krta hon
Magar jab raat chaati hai mere aansu nhi rukte