meray Ufkaar ki woh quwat-e-parwaaz kahan...!

[thumb=D]aaina.JPG[/thumb]
**
Utha kay thor dala aaina usnay raqabaat
say Woh kaal iss baat pey Bighaar bethay kay hum sa doosara kyoon hoo..!
**
**

meray Ufkaar ki woh quwat-e-parwaaz kahan
rabab e dil pay meray teray jesa saz kahan

teri safoo’n main bhi tabqaat ka lihaz hua
taira mehmood kahan or tera ayaz kahan

farishtay sidq- e -muhabbat ki gawahi mangai’n
bulaoo hashar k din hay mera hamraaz kahan

wo mujh say jeet gia phir bhi sir jukha k mila
hay aisa zarf kahan or ye andaaz kahan

saboo hay may hay or wo hay samnay betha
bataoo mujh sa hay is jag main sarfaaraz kahan

jo mairi rooh main shamil tha mujh ko choor gaya
wafa ko manoon main aisa raha jawaz kahan

wo mujh ko choor raha hay main janta hoon magar
jo jaraha hay sunay ga meri awaz kahan…!**

Wah wah … Bahut hi khoobsurati se thread ko sajaaya gaya hai …:k: Lamhay excellent poetry with wonderful graphic … keep it up :slight_smile:

humm

thanks aB !!

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
humm
[/QUOTE]

Humm thanks 4 da Hummmm hummm..

keep it up Lamhay....

Very nice Lamhay sis… :flower1:

Very nice....