S kaise kaise sochti ye sari shaeri aur is ki reason Agar Ramzan mein kuch nekian kr leti to acha na tha..................
bolay tu, shaeri karna un-naik kaam hey???
dosray, naik kaam ramzan k saath hee kiyun nuthee karay jaatay, baqi mahinoon ka kia kasoor?
shaer hasaas hota, iss liay liay aam logaan se zayada massoos karta, aap ki zara c baat pe S.747 ne edit kar dita, aur asi marhoom rah gaey onaan k kalaam se :(