…
Re: meray shikasta paron ko ezn rihaai day....
S kaise kaise sochti ye sari shaeri aur is ki reason Agar Ramzan mein kuch nekian kr leti to acha na tha..................
Re: meray shikasta paron ko ezn rihaai day....
ab kiya khayaal hay immu bro...?
S kaise kaise sochti ye sari shaeri aur is ki reason Agar Ramzan mein kuch nekian kr leti to acha na tha..................
bolay tu, shaeri karna un-naik kaam hey???
dosray, naik kaam ramzan k saath hee kiyun nuthee karay jaatay, baqi mahinoon ka kia kasoor?
shaer hasaas hota, iss liay liay aam logaan se zayada massoos karta, aap ki zara c baat pe S.747 ne edit kar dita, aur asi marhoom rah gaey onaan k kalaam se :(
S kaise kaise sochti ye sari shaeri aur is ki reason Agar Ramzan mein kuch nekian kr leti to acha na tha..................
shaieri karna koi bura kaam nahi jo ramzan mai bund kardia jaye.
Re: meray shikasta paron ko ezn rihaai day....
^
Shaairi na ho gai Iblees ho geya :-p
MeiN ney parhi thi S .786 sis, its was really good, alfaaz ka chunaao be-had dil-kash tha, please post it again:-)
Re: meray shikasta paron ko ezn rihaai day…
![]()
yehi to mai kahrahi agar bura hai to ramzan kya kabhi bhi nahi karna chaiye .. nahi? ![]()
Re: meray shikasta paron ko ezn rihaai day....
dharna n bhook hartaal
banner {POST IT AGAIN}
dharna n bhook hartaal
banner {POST IT AGAIN}
JES, aahooooo g!!
Re: meray shikasta paron ko ezn rihaai day....
plz post it again i wanna now read what it was coz kaafi log tareefain kar rahay hain