MERAY SAPNOEIN KE RANI/RAJA

meray sapnooein ke rani/raja kab ah hay ge/ga tu
LOGO aap sab ka be tu kohi na kohi sapnooein ka rani raja ho ga na
chalo mantee hooein aub aap umar kay aus door mein nay lekin boaht pahlay (wu bachpan kay din,wu nujawani ka zamana)koi tu un-daekhe surat ho ge na aap ke negahooein mein
tu lets reveal this secret kay wu saya,
wu chand chehra wu manmohne surat wu safeed ghoray pay sawar shahzada, wu badlooein ke shahzadee kasee dikhtee thee
wu ju nahe mila wu kesa/kesi thee aur ju mil gaya(chalo aub sabar karo ju mil gaya aus par)
chalo jalde say acchay bachooein ke tara sab likhna sharoo ho jahoo

NA MILAY TU CHEEN KAY LO!

[This message has been edited by phoolmala (edited May 07, 1999).]

Phool ji :)

Pehle aap khud batlayega ke aap ke sapnon ka raja, aap ke dil ki malkiyat ka nawaab, aap ki dharkanon ka maalik, aap ki mawjoN ka darya, aap ke justajuon ka matloob, aap ki armaanon ka maqsood...kawn tha/hai?

:)

Hum se to na poochiye, hum to sharmile hain :0

Uff Allah....!!!!


Shughal behtar hai ishq-baazi kya

Kya haqiqi aur kya majaazi ka!
;)

** ASIF JI** …LOL app ko shurmana bhi nahiN aata…
hum batatay haiN kah kesay shurmaya jatay hey…

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

http://www.pak.org/gupshup/redface.gif

essay janab…abb app shurma ker dekhaiN…???

Assalam-o-Alaikum,
Kiya yaad dila diya aap nay Geetmala jee, woh bari bari jheel si aankahin, lambay kaalay ghungriyalay baal, gori rangat, shirmeeli muskurahat shayad main kabhi bhi usay na bhool sakoon jub main nay pehli baar usay chut par khara dekha tha, barish ka suhana mausam tha or halki halki hawa main uski zulfain aiysay lehra rahi theen kay ghata cha janay ka gumaan hota tha …afsos ab to woh kam-az-kam 2-3 bachon ki amma ho gee

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif

.
Arey haan! woh larki Lahore TV station ki eik artist “Faiza Hasan” say bahot milti thi, mayra naheen khayal kay aap main say kisi ko Faiza Hasan yaad ho, magar khair mujhay yaad hay kiya karoon majboori hay

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif

.

Allah Hafiz

KHALIFA JI
mujhey yaad hey FIZA HUSAN…she was a very good actress…did you remember her drama where she was a daughter of an old lady who use to work in rich people house…she was worried for her wedding and in the end FIZA HUSAN had barain hemorrhage

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif

…it was a very touchy drama…I think it was DRAMA 87 or 88…remember the long plays…

I am still looking forward to watch ALFA, BRAVO CHARLI…as per your recommendation…I have watched SUNAHRAY DIN in Pakistan which is supposed to be the first part of this Drama …it was really good…I can relate to every thing happen in that drama as my father was an ARMY OFFICER…have heard such stories from him so many times … :slight_smile:

let me tell you one…
Once when he was among the people on the panel for PMA interviews he asked this question from so many cadidates…
** DIN aur RAAT kiyouN hota haiN…what is the reason behind it..???**

Well! according to him most of them didn’t know the answer…some of them just said SORRY SIR!!!
Then a PATHAN Bahi came…and my father asked the same question…after giving it a deep thought and with very serious and studious looks he replied..

Oey! Khuchay aay tu Allah ki Koodarat aay :slight_smile: :slight_smile: :slight_smile:

as ever
MOON

Mahnoor that drama was "Fahmeeda kee kahanee, Ustaanee Rahat kee zabanee". Yes, I agree it was extremely well written (by Ashfaq Ahmed) and acted. Very nice indeed.

[This message has been edited by LeChuck (edited May 07, 1999).]

Khalifa jee …yeh jo aap nay naqsha khaincha hay kissee baqree ka lagta hay…!!

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

..woh to zahir hay :wink:
waiay aap buchpan main khawateen digest to naheen parha kartay thay?

haan I’ve seen Faiza Hasan ..she had curly hair too..hay na..was in some drama..repeated on ptv..some days ago.!!

Assalam-o-Alaikum,
Arey wah bhui, do logon ko Faiza Hasan ka pata hay :). Khair Faiza Hasan theen hee aysi unhain bhulana aasan kam naheen she is my idol agar wesi larki kisi ki nazar main hay to please mujh say contact karay mayri taraf say advance main ** qabool hay…qabool hay…qabool hay **.
Sarinha I am crazy about long hairs on girls or agar curly hairs hon to sonay pur sohaga. Jee khawateen digest to main nay main nay jawani main parhna shroo kiay thay ;). Aap nay sahi guess kia she had curly hairs. Lagta hay aaj raat sona mushkil ho jaiy ga

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif

.

 **Mahnoor** naheen mujhay woh drama naheen yaad magar mujhay eik or drama yaad hay jiss main usay gharmain qaid rakha hua hota hay or phir uska shayad Tauqeer Nasir say affair chalta hay.  Aap **Alpha Bravo Charlie** zaroor dekhiyay ga bahot zabardast drama hay, yeah drama dekh karr aap

ko andaza ho jaiy ga keh main nay uss dramay ki heroin say aap ko kiyon milaya tha :).
hahahaa khan sahab wala joke parha to mujhay yaad aaya kay iss dramay main eik khan sahab ka character bhi hay :).

Allah hafiz

[This message has been edited by Khalifa (edited May 07, 1999).]

Na to Phool mala kia matlab hai , hum abhi Allah kay Fazal say itnay boorhay bhi nahin hoay kay yaad kar kar aahain bharain! ;)
Haan aap logon ka experience jo hay uss ki ro say humain bataiyay kay hum kiya karain kay Khalifa ki tarha aahain bharnay say bachay rahain ;) :):):)
Han to Buzargo koi keemtee mushwara?

ALLAH ALLAH ker larki!!

yeh kia ideals ka thread khol dala.. There’s no such thing as ideal in this world. Well, I don’t know bout the others but I don’t believe in ideals.

Bus jo bhi ho banday ka putar ho.

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

Shakal ka kia hai, aani jani cheez hai.
Bus aqal ka mota na ho.
Waisay mujhay Rehan Ali Khan bohot pasand hai. :wink: :wink:
sigh first crush… oye yeh to main ne Naiklarki ke thread main likhna tha.

Assalam-o-Alaikum,
Rania jee shukar hay kam-az-kam aap ko hamari aahain sunai to deen, shayad aap kay waseelay say "unn" tak bhi pahonch jain yeah aahain jinka hamain intizaar hay ;).

Allah Hafiz

LO JI jab taak mein aate aap sab log lar bir kay chalay be gay aub mein kaya boleon accha one bye one
ASIF JI
aap say sharo kartay hein mein bata daete hooein jab mein boahat choote thee tu mujay aik magzine haat laga aus mein ju hero tha na bas poocho maat
aik boaht he cute sa gora chita harward graduate lekin gawooein meinn rahnay wala ju apnay khaytooein par khud kaam karta tha aur pagree bandta
ais kay baad hosh sanbala tu yasir arfaat kay baray khuwab daekay aur aub hai kay moha bradpitt nigahoein mein chaya rahata ha aur dosri taraf usama-bin-uladin hai mohay ko jab b t.v par daektee hooein tu sans ruknay lagtee hai pata nahee shahid mera sapnoen ka rajkumar hollywood ke nazar hota hai ya jahad mein shaheed hota hai bas ALLAHA he raham karay in dono par.
chalein aub aap ke bari hai apnee b tu kuch sunahein na.
KHALIFA JI.
umm bohat socha door door taak koi faiza hasan nazar nahee aie kahien tu nazia awailable hai wu chalay ge agar aap aub taak faiza kay chakar say bahir aa chukay hoein tu
wasay aap ke batooein say tu wu payaree lagtee hai lekin mein nahee mantee bas aap nay mujay ju nahee daekha na tabee bahkee bahkee batien kartay hein kabi faiza kabi fozia kabe pehla payar aur kabe kheyal kher koi nahe hota hai hota hai i don't blame u
RANIA.
kakee mein nu tu tumein budha nahee kaha hey nikcho naraz na ho mere amman mera khayal abee b yahe hai kay aub taak tum bare ho chuke ho ge aur ideal kay chakar say nikal aie ho ge lekin koi nahe agar mere jitnee ho tu phir chalay ga
chaloo hum dono gup shup ke choote choote gurian khushhhh
SADAF.
im not asking is there such a thing as ideal , im saying when it was ofcourse its not time to have any idealism now so tell me when it happened longggggggggggggggggggggg time ago

okay tata

[This message has been edited by phoolmala (edited May 08, 1999).]

Dear Chaudry Phoolmala,

Maaf karna sanu bahuti Urdu nahiN aondi. AsiN tan Punjabi wich hi gall karaNgE. Paindu, anparh jat jo hoi.

HaN, te suphniaN dE raja tE rani di gall...
Everyone must have one. My rani is about 300 lbs., ugly, going bald (gaNjii) and with a few teeth discoloured by paan. HE mama kia maza. Yo giant lady (no pun intended) come to my arms. Would you please spit the paan out before you kiss me. AsiN jannat jaan wale hi haN per ainy jaldi nahiN.

By the way suphniaN di rani, where is your taaj? Oh, TusiN pawn shop tE girvi rakh rakh ditta paan kharidan lai? Walla!

I guess I would continue my search may be in a far away land and may be I would take a chance with an unforseen lady who always wakes me up in the dreams. And she just has julphaN but otherwise she is gaNjii. At least it would not cost me an anna on the hairdresser's shop.

Khuda Hafiz.

Sapno ki rani? hmmmmmmmm... rehney dou yaar...kioN beevi se gaaliaN lainey ka iraada hai... :)

Phoolmala tu kitni piyari hai :)aur bholi bhi........come on..... Arafaat? you got to bhi out of your mind. Usama bin ladin....well...when he wins the jehad and shves that long beard....he might be OK.... but with chacha Sam.... you better start looking around... :)

Jat yaar with dreams like yours any reality would be great :)Bhra ji je eho je supney dekho ge taaN dar taaN lage ga E... :)

sadaf bhehna! bandey da putter always banda nai hunda :)Now be careful.. :)

CM

Assalam-o-Alaikum,
Dekhain janab gobhi ka phool, main nay to koi behki behki baat naheen ki, aap nay jo poocha tha uska jawab day diya. Baqi rahi baat kay main nay abhi aap ko naheen dekha, to janab mayra eeman hay kay Allah kay hur kam main bhalai hoti hay, shayad mayri issi main bhalai hay ;).

Allah Hafiz

Dekhain Madam PhoolMala!! :)

Aap ne poocha keh:

[quote]
chalo mantee hooein aub aap umar kay aus door mein nay lekin boaht pahlay (wu bachpan kay din,wu nujawani ka zamana)koi tu un-daekhe surat ho ge na aap ke negahooein mein
[/quote]

Main abhi bachi hi to hoon. :)
Lekin bata to diya, Rehan Ali Khan. ;)

Chan Ji!
Agar o banday da putar banda na hoya te main onoo kut kut ke banda bana diyan gi.

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

http://www.pak.org/gupshup/biggrin.gif

Main Hayaa da danda rent ker liyan gi :slight_smile:

(sorry for dil jalanay wali punjabi) :slight_smile:

chan ji agar usam-bin-uladin nay oh daree shave kar le tay phir oh mera ideal nahee rahay ga phir bradpitt day vote zeyada bar jan gay
KHALIFA JI balahe tu ALLAHA karta he hai kabi kabe guna kam karnay ko saza be tu daeta ha na tu yea na daekna shahid saza he ho aap kay lehay
kuch samjay??????????????????
aur hain ji mein koi gobi ka phool nahee hooein mein chanbalee ke mala hooein wu ju payaree se khusboo wala gajra hota hai na wu


NA MILAY TU CHEEN KAY LO!

chan ji yasir arfat ke shakal mera ideal nahee thee aus ka ju objective tha zindigee ka ju maqsad tha thats still my ideal aur koi be bahadar nojwan ju apnee jan ke bazi laga kar apnay watan aur logoein ke hafazat karta hai jaihad karta hai
he's still my ideal,and the same thing that usama bin uladin is doing,
aur batatee hooein hum muslim hein aur hum mein yea concept hota hai (balka hum he keya its true kay hu acchay kam karta hai aus ke shakal be acche hotte hai aur ju buray kaam karta hai aus kay shakal par patkar barasteehai, hai na)tu ju be shakis ALLAHA kay kareeb hota hai ALLAHA ko khush karta hai aur naek kaam karta hai aus kay chehray(face)par noor hota hai
aur wohe norani chehra(with $300million background)offcourse it could b ideal of any girl
got my point chan ji


NA MILAY TU CHEEN KAY LO!

Chan Ji Saari duniya de ich Usama jiya ek vi nai…

Saari Khuddai Ek Paasay…
Tay Saada Usama Ek Paasay…

huh huh Hun kuj na kavay Saaday Usama nooN

http://www.pak.org/gupshup/frown.gif


**Luv N Peace **