meray sabar ka na lay imtaihan

meray sabar ka na lay imtaihan
meri khamooshi ko sada na day
**jo teray bagiar na ji sakay **
usay jeenay ke to dua na day

**tu azeez dil-o-nazar say hay **
**tu qareeb rago jan say hay **
meray jisam-o-jan ka yea fasla
kahi waqat ayr barha na day

tujay bula kay na bula sakoo
tujay chah kay b na pa sakoo
meri hasratoon ko shamar kar
meri chahtoon ka sila na day

wo tarhap jo shola jan mein thi
meray tan badan say lipat giee
**jo buja sakay to buja usay **
na buja sakay to hawa na day

tujay agar kabi milien fursateen
meri shaam phir say sanwar do
gar qatal karna hay to qatal kar
mujay yonjudaiyo ke saza na day

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

:k:

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

:-)

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

Bohat zabardast nazm hai...
Thanx Alott for sharing...... :-)
--------
Lekin is k kuch misron mein se kuch words missing hain...
Agar possible ho to plz is nazm ka correct version dhoond k post kar dein.
Thank You.

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

Thanks Alll

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

Thanks Alot
and welcome
ji meray pass is ka Urdu Version hay agar aap kehtay hain to mai wo post kar daita hon yah apar :-)
and welcome again

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

Buhat achi nazm hai,, Imrann

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

^ Thanks :-)

Re: meray sabar ka na lay imtaihan

[thumb=H]Ghazal23258_6857408.JPG[/thumb]