Meray sabar ka na lay imtaihan

[thumb=H]Ghazal23258_6857408.JPG[/thumb]

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

Kya baat hai :bummer: Mujhe urdu parni nahi ati, translate karo na :bummer: :halo:

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

^^ hmmmmmmmmmmmmm muskhil kaam hay liken roman urdu likhta hoon aap kay lyiay

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

No no its ok, Mai apni ammiji ko kahun ghi, wo pareh or mujhe sunai :smiley: I’ll print out this one :smiley:

Aap apni parhai pay dihaan dein, bas :snooty:

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

meray sabar ka na lay imtaihan
meri khamooshi ko sada na day
jo teray bagiar na ji sakay **
**usay jeenay ke to dua na day

tu azeez dil-o-nazar say hay **
*tu qareeb rago jan say hay *
**meray jisam-o-jan ka yea fasla

kahi waqat ayr barha na day

tujay bula kay na bula sakoo
tujay chah kay b na pa sakoo
meri hasratoon ko shamar kar
meri chahtoon ka sila na day

wo tarhap jo shola jan mein thi
meray tan badan say lipat giee
jo buja sakay to buja usay **
**na buja sakay to hawa na day

tujay agar kabi milien fursateen
meri shaam phir say sanwar do
gar qatal karna hay to qatal kar
mujay yonjudaiyo ke saza na day

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

ami ji say kehnay ke kia zaroorat hay aap khud kyo nahi seakh leti :smiley:
i have 6 holidays now a days :hula:

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

Innocent bachu, That was absolutely beautiful. I heard this one before long time ago, its great to read it again :flower1: Thank you for sharing, bahoot khoob shairy hai, aap khud bhi likhtay ho kya? :smiley: :flower2: :slight_smile:
Or holidays mein kya karna hai? kya program hai? :halo:

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

yup i know
esi lyiay to share ke hay yaha par :smiley:
always welcome
main nay khud thori si likhi hay poetry
kuch nahi bas yahi islamabad mein ya phir shied lahore jaoon 2 din kay lyiay may b murree b jaon liken its all depend …

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

:smiley:
Acha so apni shairy bhi to share karo na :hoonh:
Hum yahan baithay hay parnay k liye :halo:
:frowning: u gonna go Lahore :frowning: Maro zalmo, wahan khana khanay jana hai? :frowning:
well have fun, and humari taraf say bhi zaroor pait bhar kar khana, u shud kno that a Sherni eats LOADS :smiley:

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

**apni poetry hmmmmmmmmmmmmmmmmmmm mein nay is baray kabi socha nahi hay
chalien aap ko apni pehli ghazal kay kuch shiar suna deta hoon **
har choot kay baad sabalna chata hoon
mien tumhara hoon tumhara banna chata hoon
nahi karta intazaar waqat! kesi ka
mein waqat ke israwish ko badalna chata hoon
lota do wo lamhay jo meray sirf meray thay
mien un lamhon ko qaid karna chata hoon

**Lahore phopho kay pass jaoon ga **
us kay elawa amir bilal and ZU say milna hay agar mumkin howa to

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

Wah Kya baat hai Innocent ji, aap to chaaaaaaaaa ghey ho :k: Mukarar
Its beautiful, agar tussi mind na karo, can I write down ur shair in my calender? :blush:
Lahore jana hay, acha nice, sirf 2 diin kay liye? How boring :stuck_out_tongue:
Manno bhi saath jaye ghi? :stuck_out_tongue: :smiley: (agar nahi to may agwa karnay ka plan banao ghi :smiley: :halo: )…

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

Sukriya ji sukriya itni tareef mat karien kay mein …
ji mien kyo mind karoon ga u can write it
yup sirf do din kay lyiay shied ja he na sakoon coz bahi and bhabi haaj kay lyiay ja rahay hien 8th jan ko
ayr phir 10th jan say meri classes start ho jain ge
mano is in Gujrat
and me in Islamabad

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

its beautifull…:flower2:

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

Very Nice... and... Now.. jab URDU maiN Poem Post karo tou... Sherni Muhtarma Ke liye... ROMAN maiN bhi likh dia karo... Warna muft maian Ammi Ji Ko pareshaan akrengi :D

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

wow really nice ... going 2 my collection

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

Thanks

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

:hehe: lolz

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

:blush:

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

its really nice.. :)

Re: Meray sabar ka na lay imtaihan

Thanks