Hoon charagh-e-daagh bana hua sar-e-shaam jalta hoon shouq sai
Meray paas ayaingay woh kabhi jinhain sehar ki talaash hai..!
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi ...
Nice.
Billi gai.. Billa gujar aa gaya
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
^:omg:
![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi ...
Nice.
Billi gai.. Billa gujar aa gaya
Aapka naam tou kuch aur thaa :p
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi ...
Aapka naam tou kuch aur thaa :p
ab mera naam kahan zer e behas aa gaya
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
Aap nay khud he tou Billa gujjar kaha abhi ![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
wo to aap ke AV wale hero ke bare main kaha
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
Muqa ap kitny pyary lag rahy hain ![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi ...
Mera hero ..billa gujjar ..hell no no
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi ...
Mera hero ..billa gujjar ..hell no no
Punjabi gane yaad kar len Madam Noor Jehan wale.... Naseebo ki quality achi nahin..
Maahi aawe ge main phullan naal dharti sajawan
Bille gujjar nu rangle palang te bithawan ga
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi ...
haN agar aashiq ko beeRii jalaanii hogii to yaqeenan aayegaa :)
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
Bin dekhe tareef kar ke ye sabit mat karo ke aap ki makhan ki factory hai
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
dekha to apko Diva ki avi main ![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi ...
kartey rahein intezaar.
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
wo koi angrez hai. hum pure desi hain ![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
phir dikhain tasweer.. ![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
aap rishta aunty ban gai hain kia? ![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
Nahi.. Hum larky waly hain ![]()
Re: Meray paas ayaingay woh kabhi …
begani shadi main Abdullah Deewana to suna tha.. ye shabani deewani kahan se aa gai