Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

meray murgay ne azaan dena shuru ker diya hai i’m so happy:snooty:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

very nice.

murghay ke baang dene pe mubarak baad.

ramzaan main acha jagaye ga.

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

Mubarak hoo Miyaan Jee:hugz:

chalo iss hee khushi main aaj kuker karahi hoo ja`ay:yummy:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

namaaz kitne baje haiN?

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

hayee kasam sai:eek:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

haN na! :slight_smile: murGhe kii namaaz janaazah aaj shaam 6 baje hai aur marHoom kaa tikka banaa ke sogawaawaan ko pesh kiyaa jaayegaa :slight_smile: tashreef laaiyegaa…aur haaN, apni9 coke ki botal laanaa na bhooleN :slight_smile:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

Miyan Jee say eik guzarish.....

Tumhari dawat humain qabool,bass itna khyal rakhna
beer kisi bhee brand ki hoo,chicken friend halal rakhna

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai


*hahaha...ek mulla ji aap, ek maiN aur ek miyaan ji...so, teen mulloN meN murGhii Haraam :D
*

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

Miyan je still .......fried chicken halal hee rakhna ;)

Khan $ahab lagta hai eik kuker kafi nahen hoo ga :D

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

silencer laga dijiye :emmy:
neend kharab hoti hai:smilestar:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

main sirf ap ka naam parrh k hazri dene a gai…mashallah bohat bohat mubarik ho per ap ye breaking news yahan suna k khajal hone kiun a gay,geo super pe iss ki patti chalwani thi :smilestar:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

Mubarak for your Murgha and sympathies for your neibhours :-)

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

khair mubarik mubarik denay walay ki taraf se
dawat hogi zaroor 1 din meri taraf se
mera murga huva hai abhi abhi jawan
nai nai seekhi hai usne deni azaan
abhi tow lutf lena uski azaan ka
kiu dushman bangaya hai zamana uski jaan ka
abhi tow seekhnay hain usne flert k andaz saray
abhi tow usne uthwanay hain murgiyo se naz saray
khaber zaroor deta main geo sooper
pabandi lug na jati kahin meray murgay ooper
dosto mein hota nhi banda khajal khrab
inhi se seekhtay hain hum dosti k adab
1 murgay pe tabsaray haram aur halal k
log bhi kaisay wailay hain kamal k
agay amid nhi ho rahi yaro
gusa na kerna meri gal da pyaro

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

Tum Murgha kab bany :chai:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

pehli dafa 3sri class mein bana tha phir kuch arsa banta raha phir private school join kerlia tow bas phir nhi bana.....!

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

Murgha wasnt capable of saying meow meow…sad :hinna:

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

[QUOTE]
Murgha wasnt capable of saying meow meow
[/QUOTE]

waqea mujay nhi tha pata?

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

These days birds have got the talent...capable of doing anything under the sun :)

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

[QUOTE]
These days birds have got the talent...capable of doing anything under the sun
[/QUOTE]

waqea e lakin how you observe that?

Re: Meray Murgay ne azaan dena sguru kerdiya hai

It takes sometime to observe :fraudia: