meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

meri tamana ka sard mausam meri aa'na ki sulagti shaamain teri haya ka wo baraf lahja teri wafa ki machalti shaamain

meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main
har aik lamha har aik pal ko ulajti subhain ulajti shamain

wo kahwab meray wo saraab meray wo rut jaghoon k azab meray
wo bahki bahki see dhalti shamain wo larkharati sambhalti shamain

wo urtey lamhay uray tu yuun they k jesay badal k jesay titli
magar dar-e-dil pe yuun rukay hain jesay ruk jaa’ein chalti shamain

meri wafa ko milay hain “atif” gham-e-zaman k khotey sikay
meri udasi pe hansti shamian machalti shamain balkti shamain

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

waaaaaaaaaaah,bohat umdaah

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

veri nice bholi bisri :) thanks for sharing.

Re: meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main

wow very nice :k: thanks for sharing :slight_smile:

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

Awesome Ghazal.............
:)

Re: meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main

buhut khub :k:

Re: meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main

wah wah very nice shamain :k:

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

boht khoub bb g:)

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

:)

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

shukria :)

Re: meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main

shukria ocean :slight_smile:

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

:)

Re: meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main

:blush: :blush:

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

shukria mMg

Re: meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main

meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main
har aik lamha har aik pal ko ulajti subhain ulajti shamain

wo kahwab meray wo saraab meray wo rut jaghoon k azab meray
wo bahki bahki see dhalti shamain wo larkharati sambhalti shamain

Mashallah umda sharing jeeti rahiye :bb:

Re: meray muqadar k zaa’echoon main meri kismat k zaa’vion main

shukria:)

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

Khoob.. :)

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

tanks identy :)

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

very good choice bholi :)

Re: meray muqadar k zaa'echoon main meri kismat k zaa'vion main

thnaku qureshi sahib :)